Shipping Policy

Shipping Policy - EssaTariq

Shipping Policy

EssaTariq pooray Pakistan mein fast aur reliable delivery service faraham karta hai.

Delivery Time

  • Order dispatch hone ke baad 3 se 5 working days ke andar deliver kar diya jata hai.
  • Kharab mausam ya kisi wajah se late hone ki surat mein customer ko inform kar diya jata hai.

Delivery Charges

Delivery charges order checkout par calculate ho jate hain ya WhatsApp par confirm kiye jate hain.

Order Tracking

Order dispatch hone ke baad aap ko tracking ID faraham kar di jaati hai. Kisi bhi issue ki surat mein WhatsApp 03074622623 par rabta karein.